Tujhe bin dekhe rehe nehin pata hun

Dil ki baat tujhse kehe nehin pata hun

jab tu samne gujarta hai meri

main khamosh rehe kar nazar jhuka leta hun

yeh woh gunah jo main bar bar karta hun