Muhabbat ab nahi hogi

Tujh may nehi hai bat aisi

Jisai ho mehsoos muhabbat

Rokhi hai sari batain teri

Khali hai ya aankhain teri

Toot chukki hain aasain meri

Bhool jaon main tuj ko kasay

Tujh main he hain sansain meri

Toone to ya keh dala hai

Hoga wahi jo taqdeer main likha hai

Kaisai kahain tujh say ya sab

Tujh mai bassi hasi duniya meri

Teray sath hai saaya mera

Tujh bin kya hai zindagi meri

Lakin ab main jan chukka hoon

Ya sab ab main maan chukka hoon

Keh doon ya sab kuch bhi tujh sai

Mujhai hai yaqee ab is pay

Muhabbat ab nehi hogei