Khowaja Kutubuddin Bakhtiyar Kaaki ka janaza

tayyar tha,

Khalqat jama thi.Ek shakhs ne un ki wasiyyat perhi.

‘Meri namaz e janaza wo shakhs parhaye

jisne apni zindagi me kbhi koi namaz qaza

na ki ho or asar ke sunnat jisne kabhi na chori ho,

Majma per sannata chha gaya, Koi shakhs aage na berha,

Akhir 1 shakhs kharay howay or ahista ahista chltay hue aage berhay or unho ne namaz e jnaza perhai or num aankhon se kaha

‘ Janay wale to chalay gaye dosron ka raaz fash ker gaye’

Namaz perhany wale shakhs kon They ?

wo Badshah-e-waqt Shamsusddin Al Tamash the.

(Kiya Hamari Taqdeer Me

Aisa Koi Hukumran Nahi ? ?