Ein aankhon main bin badal barsat hoti hai

wo aankhain aisi hain jaisay kanch ki zaat hoti hai

zara c thaiss se muoti behkarty hain

jin main gundhi zazboon ke ek dastan hoti hai

shafaaff eis qada k akass daikh sakon main apna

mari ye khawaish hai k barash k bad dahnk utarti daikhon

kaisai haseen lgti hain paniuon se labraiz wo ankhain

jaisay draya main tugaani aii ho

ye hasrat b aisi hai

jaisay haseen khawab se achanak bidar ho jaien

aur dair tak eis k sher main griftar ho jaien

ye hasrat kitni be anjam c hai

ye hasrat kitni be anjam c hai