Aksar Shab-e-Tanhai main

kuch dair phelay neiend se

guzari hoi

Dilchspiaan

betay howy din Eish k

bantay hain Shame-E Zindgi

wo Bachpan aur wo sadgi

wo rona aur hasna kabi

Pher wo jawani ke k mazay wo dil lagi aur wo qahqahy

Wo wadah aur wo Shukria

Yad atay hain wo aik aik saal

Aksar Shab-e Tanhai main.

Aksar Shab-e Tanhai main.