Yazeediyat (L.A) K Jo Tufan Sar Uthatay Hain

Hussainiyat (A.S) K Sumandar Mein Doob Jatay Hain

Tabasum e Ali Asghar (A.S) Ne Kar Diya Sabit

Yazeediyat (L.A) Pe Toa Bachay Bhi Muskuratay Hain