Khutbay na hotay teray Aæ Bnt e Fatama ‘s.a’

Dunya na janti k huwa karbala men kea,

Hota na tazkarah kahen Qattel e Imam Hussain ‘as’ ka,

To nay jahan ko Raaz e Shahadat bta diya

Har dam kea Tahfuz e Bemaar e Karbala,

Baqi raha tujhi se Imaamat ka silsila,

Ya’ani k {9} Imamon ko to nay bacha liya,

Ho kar aseer deen ko A’zaad kar dia

ISLAAM KO HAQIQATAN ISLAAM KR GAI,

AÆ SAANI BATOOL ‘SA’ BARHA KAAM KR GAI