In NAHJUL BALAGA YA ALI said :

‘Insan Bhi kiya Shay He, Doulat kamane k liye Apni Sehat kho Deta He

Phir Sehat ko Wapis Pane k liye Apni Doulat Khota he.

Mustaqbil Ko Soch Ke Apna Haal Zaya Karta he

Phir Mustaqbil Me Apna Maazi Yaad Kar Ke Rota he.

Jeeta Aise He Jaise Kabi Mare Ga Hi Nahi Aur

Mar Aise Jata He Jaise Kabi Jiya Hi Nahi.’