Hazarat Ali (a.s)

‘Nahjul Balagha’

Insan bhi kiya shay hai:

Dolat kamane k liye apni sehat kho deta hy

0r Phr sehat ko wapis paane k liye apni dolat khota hy

Mustaqbil ko soch k apna hal zaya karta hy

Phir mustaqbil me apna maazi yaad kar k rota hy

Jeeta aese hai jaise kbi mare ga hi nhi

0r

Mar aese jata hai jaise kbi jiya hi nhi.