Basaira khaak tha zehnøn Py raaj rakhta tha,

,

Wøh Tashna Lab tha samandar mizaj rkhta tha,

,

Ye baat Ør k wø børiya Nashin tha magar,

,

Hamesha zair_e_Qadam Takht_ø_Taj rakhta tha,

,

Ajeeb Shakhs tha faqøn main jee raha tha mgr,

,

Wø Apni muthi men sub ka Anaaj rakhta tha.

..

SALAM maula Ali a.s