Ya Allah aaj tak mujh se agar koi kufr ho gaya ho to me us se tauba karta hun. phir pahla kalma parhain awal o akhir darood sharif

rozana yeh amal sonay se pahlay zaroor karlain dosroon ko bhi targheeb dilain apnay iman ki hifazat karain yaad rakho jis ka khatima kufr per hua woh hamesha k liye jahannum mai rahega. ya Allah hamaray iman ki hifazat farma or iman per khatima naseeb farma (ameen) talib e dua o maghfirat faisal attari