*Sultan

Salah-Ud-Din Ayubi*

Ne

Phalastine,

Shaam,

Urdan,

Libnan,

Or Misar

Pr Hukumat Ki

BAIT-UL-MUQADDAS B Fatah Kiya.

Lekin Jb

Un Ka Inteqal Hua To Qarz Ly Kr un Ka Kafan Dafan Ka Intizam Kiya Gaya

Un Ki Wafat K Bad un Ki Zati Ja’edad Ka Hisab Kya Gaya To

1 Ghora

1 Talwar

1 Zirah

1 Dinar or

36 Dirham K Ilawa Kuch Na Tha,

Wo Shadid Khwahish K Bawajod HAJJ Na Kr Saky..

kion k ‘Hajj’ k liay raqam na thi.

Ye Azeem Log

B….

Hukamran Thy.