Subke Murshid Aaye, Mere PIR tum aana

Shafkat se Mujhe tum sine se lagana….

Palko me aansoon aye, Jabhi ye dekhu mai

Koi Pir MUrid ko sine lagaye…

Daryaft ke Darya Bahaye, Murshid tum ana

Shafkat se mujhe tum sine se lagana……

Hayat Itni meri kaha jane jana……

Paise jama ke kaise ho karachi ana………..

Durkhara Roya karu mai, Na puchhe ye zamana

Mere Murshid mujhe sine se laga na

Inhe kiyu dur karo tumm, yere ye wafadar hain

Tere Diwane Attar, Tere bekarar hai……..

Ye Dum tuta jaye, Kalma tum parhana

Dam-e-Akhir Murshid, sine se lagana

(‘KOI ATTAR ki azamt ko na pehchana…… Ye mujaddid hain Mujaddid mere janejana’

‘Kabhi ATTAR se dushmani, kabhi unko kiya ruswa, phir bhi wo bane huye karoro sunniyon ke Peshwa’

‘Subke Murshid aye … mere PIR kab ana, shafkat se mujhko kabhi sine se lagana…’)