Sadqa e Fitr

Yani wu sdqa ju eid k din hr mslman (BALIGH AUR NA.BALIGH) pr wajib hojati he. Ye sadqa daina wajib he Chahai kisi ne rozey rakai ho ya naa.rakai ho (uzr ki waja se).

Ye sadqa eid k din subah sadiq se pehlai pehlai ada krna behtar ar afzal he.

Naa.baligh aulad ki taraf se waalid ko ada krna chahiye.

1 admi apni b.v, bacho ki taraf se bhe ada kr.skta he laiken b.v khawnd ki taraf se ada nahi kr.skti…

Bht se bd.qsmt log ye sdqa bhol jatai he ju k bht skht gunah he Q k ye sdqa daina WAJIB he.. Es sadqa k mustahiq wahi log he ju ZAKAAT k mustaheqeen he..