2,

Raza khan sahib k risale “ADDA LATUL MAKKIYA” me page 13 me or ”KHALISUL AETIQAD” me page 24 pr tahreer ka khulasa ye he k “HUM QIAMAT, DOZAKH, JANNAT, ALAH PAK K WAJOOD, OR SABAB E ZATI SIFFAT OR WAHI, MALAIKA, RISALAT WAGERA GEB KI CHEZON PE YAQIN RAKHTE H, IS TRAH YE KEHNA KUCH GALAT NAI K HUM KO IS GEB KA ILM H, KIS K LYE HAMARE PAS SHAR’EI DALIL HE” raza sahib ki is ibarat se hr musalman k lye ilme geb sabit hoa, phr hr 1 musalma nek bandon k kashf ka qail he, phr hr 1 iska b qail he k jogion or rahibon ko b riazt or mujahide sekashf or gebi halat ka ilm hojata he,to is trah hr 1 insan k lye kisi na kisi had tk ye mumkin hoa.

Continue………..