25 parh surh Dukhan..

Aayat no 3 & 4th.

tarjma.

‘Yqeenan hm ne quran ko babarkat raat mai utara hai, beshak hm drany waly hain.

isi raat mai har aik kaam ka faisla kiya jata hai’

Laila e mubarka wo raat hai jiss raat mai quran nazil hua.

aur surah baqrah aur surh qadar mai Allah ta’aalA ne irshad farmaya hai k jiss raat quran nazil hua wo lailatul qadar ki raat hai.

jo ramazan k aakhri ashry mai aati hai.

aur hamary aksar log isi surh dukhan ki aayat ko le k logon ko gumrah karty hain shab e baraat k bary mai.

agar sirf in aayat ka sahi tarjma parh liya jaye tou sari haqeeqat hm pe zahir ho jaye.