MUSLIM GENERA SULTAN SALAAH U DIN AYUBI ne Falastin, Sham, Urdan, Lubnan Aur Misar Pr Hakumat Ki, BAIT UL MUQADAS b Fatah Kya, Lekin Jb Un Ka Intiqal Hwa To Qarz Lekar Unka Kafan Dafan Ka Intazam Kya Gya, Unki Wafat K Ba’d Unki Zati Jaedad Ka Hisab Kya Gya to,

1 Ghora 1 Talwar 1 Zirah 1 Dinaar Aur 36 Dirham K Ilawa Kuch Na Tha,

Wo Shadeed Khawahish K Bawajud HAJJ na Kar Saky, Ye Azeem Log b hukmaran Thy