Maths mei Hazrat Ali ki maharat..

1 bar 1 yahoodi ne Ap se 1 sawal us waqt poocha jb ap ek pair Ghorey k rakaab mei rakh chuky thy sawal tha k

Wo konsa hindsa hy jo 2,3,4,5,6,7,8 or 9 se poora taqseem hota ho?

Ap ne dosra pair Ghorey pe rakhny se pehly kaha k haftey k dinoo ko islami saal k dinoo se zarab do to wo hindsa mil jaye ga

Yahoodi ne 7 ko 360 se zarb kiya to 2520 bana or check krny pr sahi paya

Jesy,

2520/2 =1260

2520/3 =840

2520/4 =630

2520/5 =504

2520/6 =420

2520/7 =360

2520/8 =315

And

2520/9 =280

Jazakallah…

‘Main ilm ka sheher hon or ALI us ka darwaza’

(Rasool Allah S.A.W.W)