!!!Khutba Juma Khre Ho Kar Dena!!!

‘Hzrat Jabir R.A. farmate hn k Nabi S.A.W. Jume ke din khre ho kar khutba diya karte the phir Aap S.A.W. bethte phir khre hote aur khutba dete, jis shakhs ne tuje btaya k Aap S.A.W. beth kar khutba dete the usne jhoot bola, Allah ki qasm mene Aap S.A.W. ke sath 2000 se ziyada namazein parhi hn.

Ref:

(Sahi Muslim,Jild#1,Hadis#1990)

Lakin afsoos k hamare han sari ki sari taqreer beth ke ki jati he aur phir akhir me 2 alag se khre ho kar khutbe diye jate hein.ye tarika sunnat e Rasool S.A.W. se bilkul bi sabit nhi.

Zara ghor kijiye aur ja kar Ahle Hadis masajid me Jume ki Namaz parh kar daikhiye ke kis tarah wo Nabi S.A.W. ki ain sunnat ke mutabik khutba dete hein.Alhamdulillah.