(1) JO shakhs Allah sy drta hy woh kabi badla nhi lyta.

(2) HASAD krny wala maut se phly mar jata hy.

(3) Ksi pr aitamad na kro jb tk usy gussay main na dakh lo.

(4) Maut ko yad rkhna nafs ki tamam bemarion ki shifa hy.

(5) Khushi insan ko itna nahi sekhati jitna k gham.

(6) Sachai ak aisi dawa hy jis ki lazzat krvi magar taseer meethi hy.

(7)Azan k waqt khmosh rha kro taky mout k waqt Klma naseb ho.

Achi batein dosro ko btana bhi neki he.