Hazrat Jibraeel nay kaha Muhammad (S.A.W.W) Mai Zameen per maujood reit k hr Zarray ko gin sakta hoon, Samundar ki hr machli gin sakta hoon aur Zamin pr maujood Pattay gin sakta hoon lykin jb koi insan AAp (SAW)pr Durood bhejta hy aur Us pr ALLAH jitni rehmatein bhejta hy wo mai b nhi gin skta.