Ek Qaafla safar ke douran ek andheri Ghaar se guzra,

0r unke paon me kankariyan chubhen,

to kuch Logon ne is khayal se ke ye kisi aur ko bhi chub sakti hen,

Neki ki khatir unhon ne wo utha kar jaib me rakh len,

Kuch ne zyada kuch ne kam 0r kuch ne bilkul bhi nhi,

Jab andhery sy bahir aakar dekha to wo Heeray thay,

jinhon ne uthaye wo pachtaye ke kam Q uthaye,

jinhon ne na uthaye wo bhi pachtaye

Dunya ki zindagi ki misal isi kankriyon ki tarha ha