9,

Baqi rha lafz “BA’AZ OR AYSA” se jahilon ko bharkana, to ye khalis badniati h, ilmi istilah me kull (all) k muqable me kitna b bra ya chota hissa ba’az hi kehlata he, 1 arab ki jins me 1 lakh ho ya 10 lakh, ba’az hi kehlata h, or 1,2 b ba’az hi hota he, or phr MOLANA THANVI R.H ne “ITNA ILME GEB” nai likha k jis se apki miqdar ki brabri zahir ho, balke alfaz h k “AYSA ILME GEB TO” ye jumla 1 saaf niat parhe likhe ko b bta rha he k aysa ka tal’luq ba’az uloome gebia se h, na k miqdar k taqabul se. yani mtlb he k aysa ba’azgebi khabron ka ilm.

Continue………..