AY INSAAN

Dunya k liye utni Mehnat kar jitna tujhe yahan rehna hai.

Akhrat k liye utni Mehnat kar jitna tujhe wahan rehna hai.

ALLAH ki Raza k liye utni koshishen kar jitna tu uska Mohtaj hai.

Gunah utna kar jitna tujh me azaab sehne ki taaqat hai.

Sirf usi Zaat say maang jo kisi ki mohtaj Nahi