Allah ne Hazrat Moosa say farmaya,

‘Aye Moosa! Jab tum mujh say kalam kerty ho to tumhary aur Meray beech main 70 farishty hoty hain.

Magar jab Hazrat Muhammad (S..A.W.W) ki Ummat mujh say kalam kregi to unn kay aur Meray beech koi nahi hoga.

Ye wo log hain jo IFTAAR ke waqat Mujh se dua mangty hain.

Main unn ki uss waqat ki dua ko qabool karta hoon aur kabhi radd nahi karta.