Aik Martaba Hazrat Mohammad (S.A.W) nay Farishto say pucha…

Ay Allah k farishto tumhain kabhi hansi nahi aati ?? Agar aati hai to kb kb…??

Farishto na kaha Ya Rassol Allah (S.A.W) Humain 2 mawaqo per hansi aati hai…

Pehli dafa tb jb aik murda aurat ko dafnatay waqt Na Mehramo sy parada krvaya ja Raha hota tb humain bohat hansi aati hai k jb parda karvana chahye tha tb karvaya nahi…

Dusri dafa tb jb aik insan sari zindgi dolat k pechay bhagta rehta hai aur us ko pata honay k bawajud k na yeh dolat k liye banaya gya hai na dolat is k liye…