A Classic Example from Islamic History:

Hazrat Abu Bakar Siddique (R.A)

Jab Khaleefa Banay Tou Un Ki Tankhwah Ka Sawal Peda Hua.

Aap (R.A) Ne Farmaya:

‘Madina Mein 1 Mazdor Ko Jo Yomia Ujrat Di Jati Hai,

Utni Hi Mere Liye B Muqarrar Ki Jaye.’

Saathiyon Mein Se Ek Bolay K Is Ujrat Mein ApKa Guzara Kesey Hoga?

Aap(R.A) Ne Farmaya:

‘Mera Guzara Ussi Trah Hoga Jis Tra 1 Mazdor Ka Hota Hai.

Han Agar Guzara Na Hua Tou Main Mazdoor Ki Ujrat Barha Don Ga’