Doulat Fir’own Ka Wirsa Hai Or ILM Nabiyon Ka Wirsa Hai, Duolat Ki Hifazat Insan Krta Hai Or ILM Insan Ki Hifazat Krta Hai, Duolatmand K Dushman Boht Hoten Hen Or AALIM K Dost Boht Hoten Hen, Duolat Insan Pe Gunah K Darwaze Kholti Hai Or ILM Insan K Lye Jannat Ki Rah Kholta Hai, Duolat Ghuroor Or Takabur Peda Krti Hai Per ILM Aajzi Or Inksari Sikhata Hai, Duolat Khuda Se Doori Ka Sabab Banti Hai Or ILM Khuda K Qareeb Lata Hai.