!*AEY CHAAND*!

kuch dair zameen pe aana,

aaj ki shab un k ghar ko hy jana,

nazuk sa dil hy un ka,

darwaza barey piyar se khat’khatana,

yaad rakhna tmhare dar tak aaya tha mjhe ilzam mat deNa

tjhe wapas bolaya tha mjhe ilzam mat deNa

mosalsal berokhi se ye taaloq toot jae ga

tjhe pehle bataya tha is shaNasaei ki deevaar ko gir jaNe de,

to mjhe pass se chop chap gozar jaNe de.

ziNdagi gham meiN tere khod he bikhar jae gi,

hijr k dard ka mafhoom tum se bhi zyada khubsoorat hai,

Bus pyar se us ko zara choom k aana,

Pooche agar koi aaney ki waja,

to kisi choti si baat pe uljhana,

Yaad rakhna jadmjhe ilzam mat deNa

bithaya jis ko palkoN par hamare hote howe tm Ne

ossi Ne dil dokhaya tha mjhe ilzam mat deNa

hamare pyar ki khoshbo jahaN pe raqs samajh aaNe de.

haaN tere baad sambhal ja’aiN ge rafta rafta,

ham isi aas maiN haiN ham ko behel jaNe de.

apNi marzi se samaitay haiN yeh aaNso maiN Noo hai unki baaton mein,

Wo laakh rokei…