wo doston ki mehfil wo muskurate pal

dil se juda nahe apna bita howa kal

kabhi zindge guzarti thi waqat bitane me

aj waqat guzarta hai zindge bitane me…