Kisi Ki Chaahat Ka Kabhi Imtehan Na Lena,

Dosti Me Kabhi Daga Na Dena,

Jo Shakhs Tumhare Bina Ek Pal Na Reh Sake,

Juda Hokar Use Lambi Umar Ki Dua Na Dena…