Ek phool bhi aksar baag saja deta hai,
ek hi sitara sansar chamka deta hai.
Jahan duniya bhar k rishte bhi kaam nahi aatey,
wahi ek dost jindagi bana deta hai.