Fasla itna barhanay ki zarurat kiya thi..

Tujhe mujh se rooth ker janay ki zarurat kiya thi..

Ab jo mujh se rooth ker udas rehtay ho…

Apna hath mere hath se churaney ki zarurat kiya thi..

Duniya kab kisi k ghum ko apna ghum samajhti hai…

‘Faraz’

Tujhe apna ghum duniya ko dikhanay ki zarurat kiya thi..

Main aaj tak iss baat ko nahi samajh paaya..

Jab sath tumharay ‘MAIN’ tha to tum ko zamanay ki zrurat kia thi..