Ashrah-e-Zil-Hajj ki Sunnaty

1. Zil haj shuro hone se pehly apny nakhun or bal kaat ly phir dus din mat katen.

2. Kurbani ki neeyat karen

3. In das dino mai kasrat se ebadad tasbihat or takbirat ka ahtamam karen

4. Nafl or qaza rozy rakhen

5. Yomy arfa ka roza rakhen

6. Eid ki namaz k lea begair kuch khae jae or wapas akar qurbani ka gosht khana ya jo muyasir ho

7. Dus dino mai kasrat se takbirat parhy

8. Pray 4 all muslims.

Jazak ALLAH