Adab-e-Duaa

(Insan ka) hamesha dua per istaqamat akhtiyar kerna khawa wo khushali mein ho aur dua ko siraf sakhti aur musibat k sath khas na kerna

Aur ye k dua k agaz aur akhir mein Aaqa (AS) per darud bhajna aur

Ye k apni namazo k bad dua kerna

Aur

Ye k hathon ko dua mein apnay kandon k baraber buland kerna

Aur

Ye k dua se farigh ho ker apnay hathon ko chehray per phairna.

(Al Minhaj-us-Sawi bahawala Amam Beheqi ?Shob-ul-eman)