be sabab chor diya tum ne,

koi ilzam diya hota.

meri khamosh muhabbat ko,

koi naam diya hota.

mein mar kyun na gaya teri narazgi

se pehle,

mujhe chorna tha to koi laqb-e-badnaam

diya hota.

mein umar bhar k liye nahi kehta k

mera sath de do,

bas jeene ko koi dilasa kisi shaam

diya hota..