Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa – 2

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa – 2

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai

Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai

Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa – 2