bara tujhy kaha tha mujhy apna na bana

ab chor k mujhy dunya me tmasha na bana

muje ghamon ka sath hai ujarhi mere dil ki basti hai

ye ishq ki akheer hai isey ibtda na bana

kb kese tujh se nata jhorha kuch malum nahi

mar mitey tumhi pe ab mere sabr ki intaha na azma

main mar b jaun to koi ghum nahi wasi

main to badnam hun tu mere lea ansu na baha