1:Do cheezon ko kabhi na thukrao tohfa, daawat

2:Insan ko apne dushman se ziada dost se darna chahiye kuen k agar wo dushman ho gaya to us k paas kehne ko itna kuch hoga k tumhara dushman to un main se kuch bhi nahi janta hoga

3:Akal mand wo hai jo her kaam main miana rawi ikhtiyar karay

4:Hunar insan ka sub se bara dost hai

5:Waqt ki kadar karo yeh wapis nahi lot’ta

6:Murday ko dekh kar apni mout yad karo