(yaad)

mujhe tm yad aate ho….

k jub suraj nikalta….

k jub din ye dhalta h…

k jub falak par chand roshni me nahata h…

mujhe tm yad aate ho…

koi pal ho koi rut ho…

andhera ho ujala ho..

khushi ho ya koi gham ho..,

mujhe tm yad aate ho…

k jub me sans leta hun…

ya jub dil mera dharkta h…

koi b zakahm lagta h….

tmhre bin mujhe ‘jana’…

bohat gehra sa lagta h….

kabhi barish k mosam me…

ya ghamgeen raton me…

hawain jub ye chalti hain….

tou phr kehna ye chahti hain….

mujhe tm yaad aate ho….

me tanha hun tmhre bin….

khudara lout aao na….

mujhe tm yun satao na….

mere aanso ye kehte hain…

mujhe tm yaad aate…

boht he yad aate ho…

mujhe tm yad aate ho……

( poet: junaid ahmed)

karachi.