Zara khamosh rah kar bhi unhain sub kuch suna dena………

Zuban sa kush na kehna dekh kar ansu baha dena….

Main mujrim hon Mujhy iqrara ha jurm-e-muhabaat ka

mager pahlay khata per gor karlo phir saza dena

Ijazat ho tu kah don ka qissa-e-ulfat sar-e- mahfil

mujhy kuch tu fasana yaad ha kuch tum suna dena