Sakht Garmi ki waja se Paseena aa raha tha

Mai ne jab ye paseena apni BV k dupattay se ponch to us ne kaha mera dupata ganda na karo.

Aur jab main ne Paseena MAA k dupattay se puncha tha to maa ne kaha tha ye dupatta ganda hai main tujhy saaf kapra deti hun.

Khush kismat hain jin ki maen zinda hain.

‘Please Always love your mothers’