meri qismat min bhi aisa koi sajda ataa kar day

jo meray saray gunahon ka madava kar day

sari dunya say chura kar mujay apna kar day

meri matti ko khuda ya sona kar day

Min thera chahnay wala hon magar hay hasrat

Tho jinhain chahta hay mujay wesa kar day

Ek nazar apnay gunahgar pay kardo mola

apni rehmat ka talabgar hamesha kar day

amin