‘Kabhi Hamain Dekh Kar Muskurati Hain

Aur Kabhi Nahkrey Deekhati Hain

Aakhir Larkian Kia Chati Hain

Tammam Kam Larkon Say Nikalwati Hain

Aur Phir Moon Phair Kar Chali Jati Hain

Aakhir Larkian Kia Chati Hain

Hamain Muskura Kar Ghar Bulati Hain

Aur Phir Apnay Bhaioon Say Pitwati Hain

Aakhir Larkian Kia Chati Hain

Mood Hoota Hay To Baat Karti Hain

Werna Youn Hi Chali Jati Hain

Aakhir Larkian Kia Chati Hain

Apni Har Ada Say Hamain Tarpati Hain

Aur Dil Dharka Kar Chali Jati Hain

Aakhir Larkian Kia Chati Hain

Aakhir Yeh Larkian Hamain Kyun Hain Pasand

Kyun Kay Sawan Ki Tarah Aati Hain Aur Chali Jati Hain

Aur Kuch Dil Main Reh Jati Hain

Shyaad Larkian Yahin Chatin Hain