hum tnha ronay lagtay hain

jub yaad tumhare ati hai

ya saansain bhi tham jati hain

ya drkan bhi ruk jati ha

hum jeenay marnay lagtay hain jub yaad tumhare ati hai

jub bhool tumhay hum jaaty hain

tu khoud ko morda patay hain

hum phir sa jeenay lagtay hin

jub yaad tumhare ati ha