=Faizan-e-Ramazan= ALLAH Pak Ka Crore Ha Crore Ehsan K Us Ny Hamain Mah-e-Ramazan Jesi Azeem Us Shan Naimat Sy Sarfaraz Farmaya. Mah-e-Ramazan K Faizan K Kya Kehny..! Is Ki To Har Ghari Rehmat Bari Hai. Is Mahine Mai Ajar-O-Sawab Buhat Hi Ziyada Ho Jata Hai. Nafil Ka Sawab Farz K Barabar Farz Ka Sawab 70 Gunah Kr Diya Jata Hai. (Faizan-e-Ramazan P:12)