dil se tera khaiyal,na jaye to kya karoon

dil se tera khaiyal na jaye to kya karoon

tuhi bata tu yad na,aye to kya karoon

hasrat ye hai tuje,dekh lo magar

kismat wo lamha,na laye to kya karoon

izatoon se bar kar to,aur kch nhi hota

chahatoon ki dori b,torna hi parti hai

manziloun ki kashti b,morna hi parti hai

bholna hi parta hai khud se,pyarye logon ko

aur dil kin angan main naksh un ki tasvirain,kch haseen lafzuon ki,kch haseen tahrirain

paooon jin se jakraye hon,wo wafa ki zanjirain,khoolna hi parti hain

khobsurat ankhon mai basny walye khawaboon ko nochna hi parta hai

dil se milta hr rishta,torna hi parta hai

izatoon se bar kar to ,kch aur nhi hota