Dil mera har lamha jisay panay ki dua krta ha,

Misl-e-khushbu meri saanson men basa krta hy,

Us k lehjay se gulabon ki mehak aati hy,

Baat karta hy to waqt ruka

karta hy,

Sochta hoon k ek bar bewafai karun,

Main bhi dekhun k wo kaisay wafa karta hy….