Chehra tumhara khawab mein nazar dekhta hai,

mohabbat kab muskurayegi asar dekhta hai.

Chaman mein khusbu bikhri rukhsar khil gaya,

waqt pe tera aana pehar dekhta hai.

Ulfat ki kasmein rusmein waade nibhate hue,

har pal tera chehakna jigar dekhta hai.

Raahe manzil dhoondh laayenge tere saath hum,

bekhudi mein tera simatna shehar dekhta hai.