Category: Festival Shayari
-
Eid aaye tum na kya maza hai
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka Eid hi toa Naam hai Ek Dusre ki Deed ka Apna to kisi tarah katt jayega ye Din Tum jis se milo aaj uss ko Eid Mubarak
-
Eid leke aati hai dher saari khushiyaan
Eid leke aati hai dher saari khushiyaan, Eid mitta deta hai insaan mein dooriyaan, Eid hai Khuda ka ek nayam tabarok…. Issi liye kehte hai sab EID MUBARAK
-
Your love makes me feel proud and
Your love makes me feel proud. And on this day I want to shout it out loud. Happy Raksha Bandhan my sister. May God fill your life with all colours and happiness…
-
Shiv ki jyoti se noor milta hai
SHIV Ki Jyoti Se Noor Milta hai Sabke Dilloan Ko Saroor Milta Hai, Jo bhi jata Hai BHOLE Ke Dwaar, usko Kuch Na Kuch Zaroor Milta Hai. Jai Baba Bhole Bhandari….
-
Chodo kal ki baatein kal baat puraani
Chodo kal ki baatein, Kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge Mill kar nayi kahaani Hum Hindustani Swatantarta Diwas ki Badai
-
Rakhi ko tayohar tha bandh vane bhai
Rakhi Ko Tayohar Tha Rakhi Bandh vane Ko Bhai Tayar Tha Bhai Bola behna meri ab to rakhi bandh do, Behna Boli, Kalai Pichhe karo, Pehale Rupae Ek Hazaar do…
-
Aaj khuda ki hum par ho meharbani
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maf hum logo ki sare Nafurmani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raho mai hum chalange sada. Sare Musalman ko EID MUBARAK…
-
Murli manoharbrij ke dharohar wo nand lala
Murli Manohar,Brij ke Dharohar. Wo Nand lala Gopala,Bansi Ki Dhun Par Sabke Dukh Harne Wala. Sab Milkar Machaye Dhoom Ki Krishna Hai Ane Wala Ha
-
na jane kyu rhe ke ek baat
“Na jane kyu rhe rhe ke ek baat hume bahut satati hai, karwa chauth karti hai tumhari bibi umar humari kyu bad jati hai.”
-
Kare kanha ka janam divas radhe kay
Kare Kare Kanha ka Janam Divas Radhe kay Bhole ka Kanha ka Janam Divas Devki Yashoda ke Kahna ka Janam Divas Bhagvan kay pavitra roop ka aaj Janam Divas Janmashtami Mubara
-
Sada hasty raho jaise hain phool duniya
Sada hasty raho jaise hasty hain phool Duniya ke sub ghum tumhe jaye bhool Charo taraf phelao khushyon ke geet Esi umeed ke saath aap ko Mubarak ho EID
-
Eid tere shaher mai bi aayi hogi
Eid tere shaher mai bi aayi hogi Tune barri dhoom se manai hogi Phene honge nay kapry tune Honto pe surkhi bhi lagai hogi Dilruba si lag rahi hogi tu Tune haathon pe mehandi bhi rachai hogi Lagaya hoga aankhon mai kajal tune Sare jahan ki masti teri aankhon mai samai hogi Aye kaash wo […]
-
Freedom has its life in the hearts
Freedom has its life in the hearts The action, the spirit of men And so it must be daily earned And refreshed else like a flower Cut from its life giving roots It will wither and die
-
Har larki tere liye beqarar hai har
Har Larki tere liye beqarar hai, har Larki ko tera Intezar hai, ye tera koi kamaal nahi o mundiya, kuch din baad Rakhi ka jo teohar hai
-
Chandan ki khusboo resham ka haar bhadav
Chandan ki khusboo, Resham ka haar, Bhadav ki shugandh, Barish ki fhuhaar, Dil ki umeede, Apno ka pyar, Mangalmay ho aapko Sri Krishna Janmashtmi ka tyohar
-
Punam ka chand rango ki doli
Punam ka chand rango ki Doli , Chand se us ki chandhi boli , Khushiyon se bhar de sabkijholi , Mubarak ho aap sab ko Khushiyon se bhre —HOLI– HAPPY HOLI……………………….. *** Anmol Arora ***
-
Mile tujhe na dukh zindagi mein phoolon
Mile tujhe na dukh zindagi mein, Phoolon ki tarah mehke Khuda kare, Zinda rahe naam abad tak tera, Eid ki khushiyan tujhe mubarak Khuda kare